Thursday, January 20, 2011

Bollywood Best Lines - 1

Bollywood Best Lines - 1: "

There are certain one-liners from Hindi films which have stuck with me, even to the extent that at times...i use them in my everyday conversations. Just in a mood to jot down some of my favourite lines, here is the first post in this series.

Shruti Ki feeling nahin hurt kar saktha yaar....Insaan banaya hani ussne mujhe.

- Band Baaja Baraat (2010)

Yeh sahi hain khaalu, tumhara ishq ishq...humhara ishq sex

- Ishqiya (2010)

Unka beta hoon, koi bank ka fix deposit nahin.

-Udaan (2010)

Kharidi to maine IPL ki team bhi nahin hain, par pata hain.

- Do Dooni Char (2010)

Risk to Spider Man ko bhi lena padtha hain

- Rocket Singh - Salesman of the year (2009)

College ke gate ke iss taraf hum life ko nacchaate hain to dusri taraf life humko nachati hain

- Rang De basanti (2006)

Iss Duniya mein sirf do tarah ke log hote hain. Ek jo sunthe hain aur doosre Jo bolthe hain.

- Bunty Aur Babli (2005)

Be positive yaar

- No Entry (2005)

Emotions bhi kitne stupid hote hain na, logic hi nahin samjhate

- Tum Bin (2001)

Bhagwaan ke sath tera discusssion ho gaya na, bhai ...buss...finish

- Munna bhai MBBS (2003)

Apne hi paani mein ghul jaana burf ka muqaddar hota hain

- Swades (2004)

Aur agar woh meri sab se acchi dost nahin ban sakthi, to mein usse kabhi pyaar kar hi nahin saktha

- Kuch Kuch Hota hain (1998)

Kyunki Yeh Duniya bahut choti hain, aur zindagi bahut lambhi

- Hum tum (2004)

Har pyaar milna to nahin, judai bhi to ek pyaar hain

- Kisna (2005)

Tum prem se jab milogi, prem ke prem mein prem diwani ho jaogi.

- Andaz Apna Apna (1994)

Lekin pyaar faisale se nahin kiya jaata, bas ho jata hain

- Dil Chahta hain (2001)

Mujhe Humhare beech ki yeh dooriyan bahut pasand hain. Agar yeh na rahe to mujhe tumhare kareeb aane ka bahana na mile

- Dil se (1998)

Maine usse pyaar karne se pehle yeh shart to nahin rakhi thi ki woh mujhse zyada jeeyegi....Pyaar mein shartein nahin hoti hain, to afsoos bhi nahin hona chaiye

- Mohabbatein (2000)

Pyaar ko Waqt ki nahin.....bus ek lamhe ki zaroraat hoti hain.

- Kyun... ho gaya na (2004)

Mein tumhe bhool jaaon, yeh ho nahin saktha...aur tum mujhe bhool jaaon, yeh mein hone nahi doonga

- Diljale (1996)

Maachis hoti to duniya mein aag nahin laga deta.

- Gunda (1998)

(AB)Tum samajh kyun nahin rahi ho mein tumse pyaar kartha hoon....(AR) aur tum kyun nahin samajh rahe ho ki mein tumse pyaar nahin kar sakthi

- Kuch na Kaho (2003)

Kabhi kabhi bade logon ko yeh ehsaas dilwana padhta hain ki woh kabhi bhi chota ho saktha hain

- Company (2002)

Mere bete aayenge, zameen ki chaahti paadh kar...aasman ka seena cheer kar aayenge

-Karan Arjun (1995)

Jo Ladki apne baap ko thag sakthi hain, woh kisi aur ki sagi kya hogi.

- Omkara (2006)

Jis kavi ki kalpana mein zindagi ho prem geet, uss kavi ko aaj tum nakaar do... Bheegeti nasson mein aaj, phoolthi ragoon mein aaj... aag ki lipat ka tum baayan do..
- Gulaal (2009)

Aam aadmi se yahin umeed ki jaati hain, aam aadmi ki tarah jeeyo...aam aadmi ki tarah bardaasth karo aur aam aadmi ki tarah maro.
- A wednesday (2008)


PS: Do you have any of your favourite killer one-liners. Share them around....Have a great week ahead, cheers!


"

No comments: